Thursday, July 3, 2008

Some Stuff to read...

Rehne de aasama,
zamin ki talash kar,
sab kuch yahin hai,
na kahin aur talash kar,
har arzoo puri to
jine mein kya maza,
jine ke liye bas
ek wajah ki talash kar

na poocho ki manjil kahan hai.
abhi to bas safar ka irada kiya hai.
na harenge honsala umr bhar.
kisi se nahin khud se yah wada kiya hai

1 comment:

Abby said...

believe it.............