Tuesday, June 30, 2009

Tune Jo Na Kaha..

New song from movie NEWYORK... Dedicated to You... No video this time so that you can read the lyrics carefully.. :-)

hmm hmm.. hmm hmm
hmm hmm.. hmm hmm
tune jo na kaha
main wo sunta raha
khaamkha bewajah
khwaab bunta raha

hmm hmm.. hmm hmm
hmm hmm.. hmm hmm
tune jo na kaha
main wo sunta raha
khaamkha bewajah
khwaab bunta raha

jaane kis ki hamein
lag gayi hai nazar
is shehar mein na
apna thikana raha

door chaahat se main
apni chalta raha
khaamkha bewajah
khwaab bunta raha

gar wo pehle se hai zyaada
khud se phir ye kiya vaada
khamosh nazrein
rahe be zubaan
hmm hmm.. hmm hmm

baaton mein pehle si baatein hai
bolo to lab thartharate hai
raaz ye dil ka
na ho bayaan
ho gaya ke asar
koi hum pe nahi
hum safar mein to hai
humsafar hai nahi

door jaata raha
paas aata raha
khaamkha bewajah
khwaab bunta raha
hmm hmm.. hmm hmm

aaya wo phir nazar aise
baat chidne lagi phir se
aankho mein chubhta
kal ka dhuan
hmm hmm.. hmm hmm

haal tera na hum sa hai
kis khushi mein
kyun ghum sa hi
basne laga kyun
phir wo jahan

wo jahan door
jisse gaye the nikal
phir se yaadon ne
kar di hai jaise pehal

lamha beeta hua
dil dhukhaata raha
khaamkha bewajah
khwaab bunta raha

tune jo na kaha
main wo sunta raha
khaamkha bewajah
khwaab bunta raha

jaane kis ki humein
lag gayi hai nazar
is shehar mein na
apna thikana raha

door chaahat se main
apni chalta raha
bujh gayi aag thi
daag jalta raha

No comments: